Jaikal Mahakal Lyrics Lyrics - Goodbye

Jaikal Mahakal Lyrics

Jaikal Mahakal Lyrics Song Lyrics

Mrityunjayaya rudraya neelakanthaya shaambhave
Amriteshaya sharwaya mahadevayate namaha
Mrityunjaya maharudra trahimaam sharnaagatam
Janma mrityu jara vyaadhi muchyate karm bandhane

Jaikal mahakal vikral shambhu
Jeevan ho ya mrityu dono hi tum ho
Janmo janmantar ki ladiyan yeh kadiyan
Har yoni har jeevan rakhwal tum ho

Jaikal mahakal jaikal mahakal
Jaikal mahakal jaikal mahakal

Jeevan ki naiya tum patvaar tum ho
Iss paar uss paar majdhar tum ho
Kan kan yeh har kshan yeh tumse bana hai
Goonje jo ghat bheetar omkar tum ho

Jaikal mahakal jaikal mahakal
Ho jaikal mahakal jaikal mahakal

Jeevan ka mrityu ka khela rachaya
Ek laya duniya mein ek bhijwaya
Insan bechare ne aansu bahaya
Tera yeh khela samajh hi na paya
Tera yeh khela samajh hi na paya

Soche ki apna koyi khoya gawaya
Jo tera tha woh jakar tujhme samaya
Jo tera tha woh jakar tujhme samaya
Tera tha woh jakar tujhme samaya
Tera tha woh jakar tujhme samaya.

"Jaikal Mahakal Lyrics" Song Detail

Rate "Jaikal Mahakal Lyrics" Lyrics

More lyrics from Goodbye