Aadha Gila Aadha Sukha Lyrics Lyrics - Rakhtbeej

Aadha Gila Aadha Sukha Lyrics

Aadha Gila Aadha Sukha Lyrics Song Lyrics

Aadha gila aadha sukha
Aadha bhara aadha hi bhukha hu mai
Aadhi khushi aadha hai gham
Aadha ruka aadha hi jala hu mai
Ab ye zindagi jo mujhko mili
Ab ye zindagi jo mujhko mili
Aadha khoya aadha paya
Aadha hi roya hu mai

Adhurepan ko gale lagaakar
Khud ki chita jala kar
Bas isi mohalle me rehna hai
Mujhme na hone ka gham sehna hai
Adhura jeena adhura hi marna hai
Aadha kaha aadha suna
Aadha hi bana hu main

Aadha gila aadha sukha
Aadha bhara aadha hi bhukha hu mai
Aadhi khushi aadha hai gham aadha
Ruka aadha hi jala hu mai
Ab ye zindagi ab ye zindagi
Jo jo mujhko mili jo mujhko mili
Ab ye zindagi ab ye zindagi
Jo jo mujhko mili jo mujhko mili.

"Aadha Gila Aadha Sukha Lyrics" Song Detail

Rate "Aadha Gila Aadha Sukha Lyrics" Lyrics

More lyrics from Rakhtbeej